मंगळवार, १३ डिसेंबर, २०११

CHOT KE NISHAAN


HER CHOT KE NISHAAN SAJA JE RAKHNA
UDNA HAWA ME SULKAR LEKIN
APNE KADMO KO JAMI SE MILAKAR RAKHNA
CHAAW  ME MANA SUKUN MILTA HAI BAHOT
PHIR BHI DHOOP ME KHUD KO JALAKAR RAKHNA
UMRABHAR SAATH TO RISHTE NAHI REHTE HAI
YAADO ME HER KISI KO JINDA RAKHNA
WAQT KE SAATH CHALTE CHALTE KHO NA JANA
KHUD KO DUNIYA SE CHIPA KAR RAKHNA
RAATBHAR JAAGKAR RONA CHAHO JAB BHI
APNE CHEHRE KO DOSTO SE CHUPAKAR RAKHNA
TUFANO KO KAB TAK ROK SAKOGE TUM
KASHTI AUR MAZZI  KA PATA YAAD RAKHNA
HER KISI KI ZINDGI EK SI NAHI HOTI HAI
APNE ZAKHMO KO APNO KO BATA KAR RAKHNA
MANDIRO ME HI MILTE HAI O BHAGWAN JAROORI NAHI
HER KISI SE RISHTA BANAKAR RAKHNA
MARNA JINA BUS ME KAHA HAI APNE
HER PAL ZINDGI KA LUFT UTHATE RAKHNA
DARD KABHI AAKHRI NAHI HOTA
APNI AANKHO ME ASHKO KO BACHAKAR RAKHNA..................................

कोणत्याही टिप्पण्‍या नाहीत:

टिप्पणी पोस्ट करा