मंगळवार, १३ डिसेंबर, २०११

Apna pan


KISI KE ITNE PAAS BHI NA JA KE DOOR JANA KHOUPH BAN JAYE.EK KADAM PICHE DEKHNE PER SIDHA RASTA BHI KHAE NAZAR AAYE.KISI KO ITNA APNA NA BANA KI USSE KHONE KA DAR LAGA RAHE.ISSE DAR KE BICH EK DIN AISA NA AAYE TU PALPAL KHUD KO HI KHONE LAGE.KISI KE ITNE SAPNE NA DEKH KE KAALI RAAT BHI RANGEELI LAGE AANKHE KHULE TO BARDASHT NA HO.JAB SAPNA TUTTUT KAR BIKHURNE LAGE.KISI KO ITNA PYAR NA KAR KE BITHE BITHE AANKHE NUM HO JAAYE.USSE MILE AGAR MILE EK DARD  IDHAR ZINDGI KE DO PAL KAM HO JAYE.KISI KE BAARE ME ITNA NA SOCH KI SOCH KA MATLAB HI O BAN JAYE, BHID KE BICH BHI LAGE TANHAAE SE JAKDE JAAYE.KISI KO ITNA YAAD NA KAR KI JANHA DEKHO O HI NAZAR AAYE.RAAH DEKHDEKH KAR KAHI AISA NA HO ZINDGI PICHE CHUT JAAYE.AISA SOCH KAR AKELE NA REHNA KISI KE PAAS JAANE SE NA DARNA...........NA SOCH AKELE PAN ME KOI GUM NAHI KHUD KI PARCHAEE DEKH BOLEGI "YE HUM NAHI....................."

कोणत्याही टिप्पण्‍या नाहीत:

टिप्पणी पोस्ट करा