गुरुवार, १७ नोव्हेंबर, २०११

ZINDGI KE RANG


Rangon ki keemat na zindagi mein humne hai jaani
Par unki zaroorat har mod pe sabne hai maani
Adhura bin uske har suhagan ka shringaar
Lal kabhi lahoo to kabhi hai angaar
Kissan se pucho kya hai haryaali
Ek hara rang laye kitni khushiyaali ....

कोणत्याही टिप्पण्‍या नाहीत:

टिप्पणी पोस्ट करा